Urdutotke provides you rich food for strong bones in Urdu and Roman Hindi.
Rich food for stronge bone:
Bones ko strong karne wali 2 cheezen sab se zyada zaruri aur ahem hen aur wo hen calcium aur vitamin D.log jese jese burhape ki taraf jate hen wese wese inki haddiyan bhi kamzor hoti jatin hen.
- Doodh calcium aur calories se bhar poor hota he.
- Dahi vitamin D se bhar poor hota he.
- Paneer men vitamin D aur calcium dono bhar poor hota he.
- Sooraj ki roshni vitamin D se bhar poor hoti he isi liye rozana dhoop men bettha karen.
- Choti machliyan calcium aur vitamin D se bhar poor hoti hen.
- Egg men vitamin D aur calcium dono mojood hota he.
- Paalak men calcium,iron aur vitamin A mojood hota he.
- Kela calcium se bhar poor hota he.
- Papita aur kharbooza vitamin D se bhar poor hota he.
- Shakar qandi men vitamin D mojood hoti he.