Eye strain symptoms in urdu and hindi

eye strain symptoms in urdu and hindi

 Eye strain symptoms in urdu and hindi

eye strain symptoms in urdu and hindi

Cause of tired eyes in urdu/hindi

Be Jaan Aankhon kay Asbaab:

Thaki aur be jan aankhon ki wajoohat mai jismani aur zehni thakan aur kam ki zyadti ki waja se zehni dabao shamil hain. Be jaan aankhon ki deegar wajoohat mai pareshani, khouf, tafakkur, kam khorak aur khoon ki supply mai rukawat shamil hain. Zyada t.v dekhne aur film dekhne, zyada mutala karne tez roshni ya kam roshni main parhna aur likhna is se aankhon par bojh parta hai. Agar jism zyada nashasta sugar aur protein le le to is se bhi aankhen be jaan hojati hai.
cuases of poor eyesight in urdu
eye problem cause in urdu/hindi

بے جان آنکھوں کے اسباب

تھکی اور بے جان آنکھوں کی وجوہات میں جسمانی اور ذہنی تھکن اور کام کی زیادتی کی وجہ سے ذہنی دباؤ شامل ہیں . بے جان آنکھوں کی دیگر وجوہات میں پریشانی ، خوف اور تفکر ، کم خوراک اور خون کی سپلائی میں روکاوٹ شامل ہیں. زیادہ ٹی وی دیکھنے اور فلم دیکھنے ، زیادہ مطالع  کرنے تیز روشنی یا کم روشنی میں پڑھنا اور لکھنا اس سے آنکھوں پر بوجھ پڑتا ہے . اگر جسم زیادہ نشاستہ شو گر اور پروٹین لے لے تو اس سے بھی آنکھیں بے جان ہوجاتی ہے

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *