How to get rid of dark circles in urdu and hindi
Home Remedies for Dark Circles in Urdu and Hindi :
Ankhon kay ird gird jild bohot hassas aur naazuk hoti hai. Is ki hifazat bhi az had zaruri hai. Umer guzarne kay sath sath is jild kay patthe kamzor hojate hain. Is ki jild latak jati hai. aur latakne kay is amal se aankhon kay neeche jharriyan par jati hain.
Dhalti umer kay asrat ko rokne kay liye darj-e-zel baaton par amal kia ja skta hai.
1 – Zyada se zyada neend len.
2 – Apni Aankhon ko mat maliyen. Is se aankhon kay neeche parne wali jharriyon mai izafa hota hai.
3 – Raat aur din kay auqaat mai aankhon kay ird gird ki jild par moisturize istemal karen.
4 – Rozana aankhon ki roshni se ankhon ka dorane khoon tez hota hai aur is se aankhen aur is kay gird ki jild sehat mand rehti hai.
ye saari tips eye dark circles ka ek totka hai.
how to reduce dark circles in urdu
home remedies for dark circles in hindi
آنکھوں کے گرد جلد کی حفاظت
آنکھوں کے ارد گرد جلد بہت حسساس اور نازک ہوتی ہے اس کی حفاظت بھی از حد ضروری ہے عمر گزرنے کے ساتھ ساتھ اس جلد کے پٹھے کمزور ہو جاتے ہیں . اس کی جلد لٹک جاتی ہے اور لٹکنے کے اس عمل سے آنکھوں کے نیچے جھرریاں پڑ جاتی ہیں
ڈھلتی عمر کے اثرات کو روکنے کے لئے درج ذیل باتوں پر عمل کیا جا سکتا ہے
١ – زیادہ سے زیادہ نیند لیں
٢ – اپنی آنکھوں کو مت ملئے . اس سے آنکھوں کے نیچے پڑنے والی جھریوں میں اضافہ ہوتا ہے
٣ – رات اور دن کے اوقات میں آنکھوں کے ارد گرد کی جلد پر موسچرایزاستمعال کریں
٤ – روزانہ آنکھوں کی روشنی سے آنکھوں کا دوران خون تیز ہوتا ہے اور اس سے آنکھیں اور اس کے گرد کی جلد صحت مند رہتی ہے