Lemon Benefits in urdu and hindi | Lemon kay faide

afghani pulao recipe in urdu, afghani chicken pulao recipe, afghani pulao recipe video, afghani mutton pulao recipe in urdu,

Lemon Benefits in urdu and hindi | Lemon kay faide

afghani pulao recipe in urdu, afghani chicken pulao recipe, afghani pulao recipe video, afghani mutton pulao recipe in urdu, afghani pulao recipe in urdu, afghani chicken pulao recipe, afghani pulao recipe video, afghani mutton pulao recipe in urdu, afghani pulao recipe in urdu, afghani chicken pulao recipe, afghani pulao recipe video, afghani mutton pulao recipe in urdu, afghani pulao recipe in urdu, afghani chicken pulao recipe, afghani pulao recipe video, afghani mutton pulao recipe in urdu, afghani pulao recipe in urdu, afghani chicken pulao recipe, afghani pulao recipe video, afghani mutton pulao recipe in urdu,

Lemon benefits for hair, skin and pregnancy in urdu and hindi:

Leemu Kay Fayde:

1 – Vitamin B aur C namkiyat ka behtreen makhiz hai. Is mai vitamin A mamooli miqdar mai paya jata hai.
2 – Is ka gooda aur ras dono mufeed hote hain.
3 – Bhook lagata hai aur piyas ko taskeen deta hai.
4 – Leemu ko kaat kar agar chehre par lagaya jae to dhabbe aur keel mahase theek hojate hain.
5 – Chaawlon ko ubalte hue agar ek chamcha leemu ka ras is mai nichor dia jae to chawal khush rang aur khushbu dar bante hain.
6 – Waste ashiya par agar leemu ka ras nichor kar khaya jae to khane ka zaiqa acha hojata hai aur khana bhi jaldi hazam hojata hai.
7 – Machli ki boo door karne kay liye is par leemu mal kar rakhna chahiye is se machli khush zaiqa tayar hoti hai.
8 – Leemu kay chilkon se dant saaf karne se dant dard ki shikayat nahi hoti.
9 – wazan kam karne kay liye leemu ka ras do chamach ek glass pani mao milakr subah nihar mun bohot mufeed hai.
10 – Sar dhone kay baad agar leemu ka ras mila pani dobara sar mai lagaya jae to aur baalon ko toliye se khushk karlia jae is se baalon mai chamak ajati hai.
11 – Salad wali sabziyan maslan podina wagera agar murjha jae to leemu ka ras mila pani is par chirakne se dobara tazi hojati hai.
12 – Leemu ka ras beruni tor par jild ko naram aur haseen karta hai.
13 – Leemu ka ras besan mai milakar chehre par lagane se daagh dhabbe door hojate hain.
14 – Leemu mai Fasforus , folad , potasium aur calcium ki wafir miqdar hoti hai jo insani sehat kay liye zaruri hai.

Health Benefits of Lemon-Lemon ke Fawaid in Urdu,
Benefits of Lemon Water in Urdu,
leemu ka ras kay faide

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *