Beauty tips in urdu for skin fair

قدرتی کلینسر

Beauty tips in urdu for skin fair

beuty tips in hindi

Jild ki hifazat gharelo totkay in urdu:

Ajza:
  1. Doodh
  2. Phata hua doodh
  3. Cream aur Makhan Doodh
Pooray Jism Ki Jild Ki Hifazat:
Neem garam tel ko poore jism par masaaj karen.

Munasib gizaiyat aur nami:

Aaweda kay mutabiq ye tajweez kia jata hai kay jild ko tel kay sath masaj karne se reshon mai khoon ka bahao durust hojata hai aur tel se jild ko munasib khorak milti hai jis ki wja se jism ki jhurriyan khatam hojati hain aur ye masaaj jild ko infection se bachata hai. choonke jild insani jism kay liye mutaddid afaal sar anjam deti hai aur kisi fard ki sehat aur khoobsurti mai ehem kirdar ada karti hai. Lihaza jild ko durust halat mai rakhna ehem hai. ise nahane aur safai kay deegar tareeqo se berooni tor par bhi mehfooz rakhna chahiye kiun kay in nasha aawar ashiya ka mawad jild ko sakht nuqsan pohonchata hai.
skincare wazifa for beauty
skin desi totkay in urdu
 
  1. دودھ 
  2. پھٹاہوادودھ 
  3. کریم اور مکھن دودھ 

:پورے جسم کی جلد کی حفاظت 

.نیم گرم تیل کو پورے جسم پر مساج کریں 
 

:مناسب غذایت اور نمی

ارویدہ کےمطابق یہ تجویز کیا جاتا ہے کے جلد کو تیل کے ساتھ مساج کرنے سے ریشوں میں خون کا بہاؤ درست ہو جاتا ہے اور تیل سے جلد کو مناسب خوراک ملتی ہے  جس سے جسم کی جھرریاں ختم ہوتی ہیں اور یہ مساج جلد کو انفیکشن سے بچاتا ہے چونکہ جلد انسانی جسم کے لئے متعدد افعال سر انجام دیتی ہے اور کسی فرد کی صحت اور خوبصورتی میں اھم کردار ادا کرتی ہے لہٰذا جلد کو درست حالت میں رکھنا اھم ہے .اسے نہانے اور صفائی کے دیگر طریقو سے بیرونی طور پر
بھی محفوظ رکھنا چاہیے کیوں کےان نشہ والی اشیا کا مواد جلد کو سخت نقصان 
.پہنچاتا ہے

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *