Darood Taj is a powerful supplication for Muslims that is known to provide protection from all types of adversities and misfortunes. It is believed that reciting Darood Taj in abundance is a remedy for all sorts of troubles that one may encounter in life. The Darood Taj, also known as Salawat Taj or Salutation of the Crown, is a popular form of prayer that praises and honors Prophet Muhammad (SAW).
Darood e Taj in Arabic and Urdu
Darood Taj Kay Beshumar Fawaid:
Is durood sharif ke fazail be shumar fazail hain. Lekin mukhtasar tor in ka bayan kia ja sakta hai. Agar koi shaks zyarat rasool Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ki khuwaish jan o dil se rakhta ho to urooj maah mai shab jumma ko baad namaz faragt namaze Isha ke baa wazu qibla rukh jaama pak, khushbu dar pehen kar ek so sattar baar is durood pak ko parh kr sojaen.
11 raaten isi tarha parhe Insha Allah Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ki zyarat se mushraf hoga aur waste safai qalb ke har roz baad namaz e fajar kay 7 martaba aur baad namaz e asar ke 3 martaba aur baad namaz Isha ke 3 bar wird rakhen aur waste dafa seher aur aaseb jan aur shyateen aur dabao aur fasaad cheechak ke aur jo marz in ke siwa ho 11 martaba parh kar dam karen
Aur waaste Kashaish rizq ke 7 martaba baad namaz e subah ke hamesha wazifa rakhen aur waaste baanjh aurat ke 21 khurmon par 7 7 baar dum kare aur rozana ek khurma is ko khilade phir baad ghusal o taharat hez ke is se khawand hum bister howe Allah ke fazal se farzand saaleh paida hoga aur agar hamla ko kuch khalal zahir ho to 7 din tak 7 martaba muwatir pani par dum kar ke pilaen.
Darood Taj kasrat se parhne wala sahib-e-kashaf ho jata he.
Darood Taj fajar ki namaz ke baad 7 martaba parhne se pakiza aur halal rozi men izafa ho jata he.
Darood Taj rozana din men 1 baar parhne se dushmanon,zalim afsaron aur haakimo ki ziyadti se aadmi mehfooz ho jata he.
Darood e Taj 11 martaba parhne kar dam karne se jadu tona aur jin waghera se chutkara mil jata he.
Darood e Taj rozana 1 chuare par 7 martaba parh kar 21 roz tak har roz aurat ko khilane ke baad aur ghusul aur taharat ke baad ham bistar ho INSHAH ALLAH nek aulad hogi.
Fazail-e-Darood Taj
Darood e Taj Audio (MP3):
Darood e Taj PDF:
Muslims all over the world hold deep reverence and love for Prophet Muhammad (SAW). Therefore, reciting Darood Taj is a way of showing devotion and seeking his intercession. Muslims who recite Darood Taj with sincerity and devotion are believed to receive numerous blessings and rewards from Allah (SWT).
According to Islamic scholars, the recitation of Darood Taj is particularly beneficial for those who wish to see Prophet Muhammad (SAW) in their dreams. This is because it is believed that the Darood Taj helps to purify the heart and soul, making it easier for one to connect with the Prophet (SAW) on a spiritual level.
Moreover, reciting Darood Taj regularly is believed to have numerous benefits. It helps to increase one’s faith and piety, brings peace and tranquility to the heart, and provides protection from all kinds of calamities and misfortunes.
In conclusion, the recitation of Darood Taj is an important practice for Muslims. It is a powerful supplication that helps to increase one’s connection with Allah (SWT) and Prophet Muhammad (SAW). By reciting Darood Taj with sincerity and devotion, Muslims can receive countless blessings and rewards from Allah (SWT) and seek protection from all kinds of adversities and misfortunes.
Next Fazeelat:
Sadqa ki fazeelat aur sadqa in islam
Next Darood: