Koi khas ibadat muqarrar nahi Shab e Barat

shab e barat ki fazeelat

Koi khas ibadat muqarrar nahi Shab e Barat

15 Shaban ke Fazail aur Haqeeqat:

Albatta ye baat durust hai ke is raat mai ibadat ka koi khas tareeqa muqarrar nahi ke falaan tariqa se ibadat ki jae. Jese baaz logon ne apni taraf se ek tariqa ghad kar ye keh dia ke shab barat mai is khas tareeqe se namaz parhi jati hai maslan pehli rakat mai falaan soorat itni martaba parhi jae. Doosri rakat mai falaan soorat itni martaba parhi jae waghera waghera. Is ka koi saboot nahi. Ye bilkul be buniyad baat hai bal ke nafli ibadaat jis qadar hosake, wo is raat mai anjam di jae nafli namaz parhen Quran kareem ki tilawat karen. Zikar karen. Tasbeeh parhen. Duaein karen ye sari ibadaten is raat mai ki ja sakti hain, lekin koi khas tariqa sabit nahi.

Koi khas ibadat muqarar ni

Shab e Barat ki fazeelat

Shab e barat in islam

>> Shab E Barat Ki Haqeeqat – Nawafil Ghar Par Ada Karen

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *