Aitekaf ka Asal Maqsad – Ramadan Mubarak

Aitekaf kyiun zaroori hai

Aitekaf ka Asal Maqsad – Ramadan Mubarak

Aetikaf ka asal maqsad

Aitekaf Kiun Zaroori hai Islam Mai:

Aitekaf ka asal maqsad Allah Rab ul Izzat ke dar ki chokhat ko pakar kar beth jana hai. Ap jante hain ke jo sakhi log hote hain in ka darwaza band hota hai to faqeer log wahan dera laga lete hain. In ko pata hota hai ke ye darwaza band nahi reh sakta, Ye zaroor khule ga. Aur jab khulega aur mai samne honga to mujhe is ka qarb zaroor milega. Isi tarha Mo’attakif bhi Allah ki rehmat ke darwaze ke samne umeed laga kar beth jata hai. In raaton mai shab qadar talash karni hoti hai. Ap ye niyyat karen ke hum in 10 dino mai Allah Rab ul izzat ki mohabbat, is ka qarb aur is ki raza haasil karne ke liye yahan ae hain.

Importance of Ramadan

Ramzan ki fazilat

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *