Bar Bar Peshab ka ilaj in urdu
Jin hazrat ko bar bar peshab ata hai un ke liye ye nuskha hum ne tayyar kia hai.
Urine Infection Solution in Urdu:
Jin hazrat ko bar bar peshab ane ki shikayat hai un ke liye urdu totkay ne ek la jawab nuskha tayyar kia hai. jis shakhs ko bar bar peshab ata hai wo pakka kela aur amla kay ras mai dugni cheeni milakar istemal karen. Peshab bar bar ana band hojaega.