Yogurt juice health and skin benefits in urdu

benefits of lassi drink

Yogurt juice health and skin benefits in urdu

kachi lassi benefits

Benefits of Lassi for Skin and Health:

Lassi sirf punjab mai nahi bal ke ab to poori dunia mai pee jati hai. Jo log lassi peene ke aadi hote hain, inhen maide ki bimariyan laa haq nahi hoti hai. Turkey mai dahi aur lassi ka istemal bohot zyada hota hai. Taqriban har khane ke baad dahi ya lassi ka istemal kia hai. Yahi waja hai ke turkey ke logon ke husan aur sehat ka koi saani nahi hai. Turkey mai dish yogurt kabab ke naam se bohot maqbool hai. America aur Europe mai bhi dahi aur lassi ka rohjan barh raha hai kiun ke is ke be shumar faide ko koi bhi nazar andaz nahi kar sakta. Is mai tarha tarha ke vitamin pae jate hain. Jo maide ke liye bohot mufeed hai. Is se chehre ki rangat bhi nikharti hai aur chehra dilkash hojata hai.

Next Article: Eye care tips and weakness treatment in urdu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *