Mede ke Liye Azmuda Nuskha in Urdu

Urudtotke provides you for proven formula for stomach in Urdu and Roman Hindi.

mede ke liye azmuda nuskha in urdu

HUZOOR-E-PAAK (S.A.W.W) KA FARMAN-E-AALISHAN HE INSAAN KI SEHAT KA DAAR-O-MADAR MEDE KI TANDURUSTI PAR HE:

Aaj ke dor men mede ki problem har doosre shakhs ko he kisi ko gas ki problem he.kisi ko tezabiyat he to kisi ko mede men jalan.in tamam maslon ka ek hal jo men aapko bata raha hoon wo ye he ke aap ye nuskha istemal karen INSHAH ALLAH ALLAH KE FAZL-O-KARAM se aapke mede ke tamam masail hal ho jaeyn ge.

  1. Asgandh nagori  =  30 grm
  2. Kast e shireen  =  30 grm
  3. Badyan  =  30 grm
  4. Mulethi  =  30 grm
  5. Soanf  =  30 grm

Ye tamam cheezen aapko asani se kisi bhi pansari ki dukan se mil jaey ga.in tamam cheezon ko achi tarah pees kar chaan len jo bach jaey use dobara barik pees len.rozana khane se 10 mint pehle 1/2 tea sp pani ke sath subha sham istemal karen.

Kam se kam 20 din lagatar istemal karen.agar aapke mede men tezabiyat he to raat ko sone se pehle normal doodh ke sath istemal karen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *