Urdutotke provides you best wazifa and method of shun to chickengunya in Urdu and Roman Hindi.
SURAH INA’AM KI AYAT NO 17 AUR 18 KO ROZANA EK BAAR TARJUME KE SATH PARH LIYA KAREN.INSHAH ALLAH TA’ALA AAPKO ALLAH KI MADAD ZARUR MILE GI.
- Chikungunya bhi dengue ki tarah machar ke kaatne se hota he.chikungunya se bachne ke liye apne ghar ki khas safai rakhen.faaltu cheezon ko store men rakhen.aur store men spray kiya karen.
- Ghar men rozana neem aur lobaan ki dhooni diya karen.neem aur lobaan ki dhooni se ghar ki balaaeyn bhi door hoti hen.ghar men ya ghar ke aas paas gande pani ko jama na hone den aur saaf pani ko bhi dhak kar rakhen.
- Baaher nikalte waqt mospel ka istemal karen.ghar ke tamam log full asteeno ke kaprhe pehne.shaam ke waqt khirhkiyan aur darwaze band kar den.raat ko sote waqt machar daani ka istemal karen.
- Baher ke gande khano se parhez karen.halka sa bhi bukhar ya jism men dard mehsoos ho to doctor se fori raabta karen.