benefits of durood-e-fazil in urdu

benefits of durood-e-fazil in urdu 1

benefits of durood-e-fazil in urdu

benefits of durood-e-fazil in urdu
benefits of durood-e-fazil in urdu
benefits of durood-e-fazil in urdu
benefits of durood-e-fazil in urdu

                                                                      durood-e-fazil
                                                               durood-e-fazil ki fazilat
                                                               durood-e-fazil benefits
                                                             benefits of durood-e-fazil.

DUROOD-E-FAZIL ZIYARAT-UN-NABI S.A.W.W ke liye boht mujrib he.lehaza jo shakhs ye maamool banale ke DUROOD-E-FAZIL ko har jumerat ko mohabbat aur khuloos se parhe to wo INSHAH ALLAH ZIYARAT se musharraf hoga.agar koi shakhs ye chahe ke iski murad poori ho to ise chahye ke namaz-e-jumma ke baad DUROOD-E-FAZIL ko 12 martaba parhe iske elawa parhne wale par agar qarz ho to wo bhi khatam ho jaey ga DUROOD-E-FAZIL ke wird se azmat aur izzat men bhi izafa hoga .DUROOD-E-FAZIL ko parhne wale ka dil naram ho jaey ga aur ALLAH TA’ALA is par razi ho jaey ga aur ise marne ke baad qabar men rahat naseeb hogi.agar koi shakhs itwar ke din DUROOD-E-FAZIL ko 100 baar parhe to bagher hisab kitaab ke jannat men dakhil hoga.agar kisi shakhs ne DUROOD-E-FAZIL ko likh kar kafan men rakh diya to qayamat ke din shafaat paey ga ALLAH TA’ALA farishton ko hukum kare ga ke is shakhs ko har qisim ki sakhti se salamat rakho.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *