subhanallahi wa bihamdihi ki fazilat in urdu

subhanallahi wa bihamdihi ki fazilat in urdu 1

subhanallahi wa bihamdihi ki fazilat in urdu

subhanallahi wa bihamdihi ki fazilat in urdu

HADEES SHAREEF men ata he ke jo shakhs 100 martaba ye dua subhanallahi wa bihamdihi  parh le to ALLAH TA’ALA iske sare gunah bakhsh dete hen.agarche wo samandar ki jhaag se zyada hon.aur jo shakhs rozana 100 martaba ye dua subhanallahi wa bihamdihi parhe ga to qayamat ke din koi is se afzal amal wala nahi hoga.

subhanallahi wa bihamdihi ki fazilat in urdu
                                                            subhanallahi wa bihamdihi
                                           subhanallahi wa bihamdihi subhan allahil azeem
                                            subhanallah wa bihamdihi subhan allahil azeem
                                            subhanallah wa bihamdihi subhan allahil azeem.

ZABAN PAR HALKE AUR MEZAN PAR BHARI KALME,

RASOOL-E-PAAK S.A.W.W NE FARMAYA;

do kalme zaban par halke phulke hote hen lekin mezan par intehai wazni aur ALLAH TA’ALA ko az had mehboob hen.subha fajar ki namaz aur sham men asar ki namaz ke baad 100 ,100 martaba ye kalme subhanallahi wa bihamdihi subhan allahil azeem parhne se rizq men izafa hota he.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *