qeema bhare karele recipe in urdu
keema bhare karele
karela recipe
keema karela
keema karela recipe
keema bharay karelay
qeema bhare karele recipe.
ingredients;
machini keema =1/2 kilo
karele = 3 se 4 adad
tali hui pyaz = 1 adad darmiyani
adrak lehsan ka pest = 3 tab sp
garam masala = 2 tea sp
haldi powder = 1 tea sp
pisi hui lal mirchen = hasb-e-zarurat
bhuna pisa hua zeera = 1 tab sp
kalonji = 1 tea sp
tamatar = 1 barhe size ka cubes men kaat len
oil = 1 cup
namak = hasb-e-zarurat
method;
karhahi men oil garam kar ke adrak lehsan ka pest,tali hui pyaz,zeera,garam masala,haldi,lal mirch,tamatar,kalonji aur namak daal kar aur 1/2 cup pani daal kar masale ko achi tarah bhoon len jab masala bhun jay to is men keeme ko daal kar paka len.karele ko beech se kaat le ya cheera laga ke beej nikal kar achi tarah dho len aur halka sa namak laga kar ise light golden sa shelow fry kar len.ab karele ko thanda kar ke is men bhune hue keeme ko bharen aur dhage se lapet den.ab bache hue keeme men in karelon ko daal kar thorha sa pani itna ho ke karele dam pe gal bhi jaen aur keeme men pani bhi na rahe.mazedar keema bhare karele tayyar hen.