malaria bukhar ka ilaj in urdu
maleria ka ilaj
malaria ka gharelu ilaj
malaria bukhar ka ilaj
maleriya bukhar.
1; maleria bukhar men amrood ka istemal karne se bukhar khar ho jata he.
2; maleria bukhar men lassi pine se 4th din ane wala bukhar khatam ho jata he.
3; maleria bukhar men seb ka istemal karne se bukhar jald theek ho jata he.
4; maleria bukhar ane se pehle lehsan ka ras hath per ke naakhunon men lep kar diya karen.
5; maleria bukhar ane se har ghante pehle lagatar 4 din tak lehsan ka ras 1 chamcha aur tilon ka tel 1 chamcha mila kar 10 qatre zaban par daal kar chooste rehne se maleria nahi aey ga.
6; maleria bukhar men limo men kali mirch aur namak mila kar chooste rehne se maleria bukhar ki garmi door ho jati he.
7; maleria bukhar men sountth aur dhanye ko khushk aur barabar miqdar men pees len aur din men 3 baar pani se phank liya karen bukhar nahi hoga.
8; maleria bukhar men 7 din tak nehar moo 1/4 glass neem ke patton ka ras piyen.