dahi ke beshumar faide in urdu
dahi ke faide
dahi ke fayde in hindi
dahi ke fayde
dahi ke fawid.
dahi hamari sehat ke liye behetreen aur mufeed tareen ghizaon men se 1 he.dahi protien se bhar poor hota he.jo ke mussels ko mazboot banane men ahem kirdar ada karta he.dahi calcium se bharpoor hota he jo ke haddiyon ko mazboot banane men mufeed he.khane ke sath ya baad dahi ka istemal kiya jaey to khane ko hazam karne men madad deta he.dahi men mojood becteria quwat-e-mudafeat men izafe ka ba’as hota he.dahi jism ki kamzori aur khoon ki kami ko door karta he.dahi men insani jism ke liye zaruri vitamins kafi miqdar men mojood hote hen.aanton ki bimariyon ke liye dahi ghiza bhi he aur dawa bhi.dahi men doodh se doogni taqat hoti he.dahi ka rozana istemal mardana kamzori nahi hone deta balke mardana taqat men izafa karta he.dahi aurton ki kamzori aur khoon ki kami ko door karta he.aur sehat mand banata he.dahi ke istemal se na sirf tandurusti barhti he balke umar bhi barhti he.dahi wazan kam karane men madad deta he.dahi quwat-e-mudafeat barhata he.dahi hepatitis ke marz men mufeed he.dahi pet ke dard ko door karta he.dahi elarji ko khatam karta.dahi sar men lagane se khushki sikri ka khatma hota he aur baal silky aur shiny ho jate hen.