elaj-e-azam ya kareemo benefits in urdu
ya kareem benefits
isme azam
isme azam in quran
isme azam dua
ism e azam its benefits
isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
(YA KAREEMO BARHA KARAM KARNE WALA JO BARHA KARAM KARNE WALA HE.)
jo shakhs is ism YA KAREEMO ka bakasrat wird kare ga to is ko INSHAH ALLAH deen-o-dunya men falah naseeb hogi.
agar kisi ko koi hajat darpesh hoto ise chahye ke is ism YA KAREEMO KO 11000 martaba 40 din tak parhe INSHAH ALLAH jaiz hajat poori hogi.
rozana is ism ko parhte hue so jaya karen to ise ulma-o-sualeha men izzat naseeb hogi.ye ism YA KAREEMO izzat-o-takreem ke liye behad mujrib he.
bukhul aur kanjoosi door karne ke liye 1000 baar parh kar pani par dam kar ke pilaeyn.sakhawat ki sift peda hogi.