elaj-e-azam ya quddus benefits in urdu
ya quddus,isme azam
isme azam in quran
isme azam dua
ism e azam its benefits
isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
jo koi hazar 1000 baar ya quddus parhe ga sab se be parwah hoga yahan tak ke najaiz shehwat se bhi.
jo shaks dushman se bachne ke liye bhagte waqt is ism ya qudus ko kasrat se parhe ga wo mehfooz rahega.
jo koi safar men ya quddus ka wird karega kabhi nahi thake ga.
jo shakhs 319 ya quddus parh kar sheerni par dam kar ke dushman ko khilade to dushman meherbaan ho jaey ga.
jo zawal ke baad 170 baar ya quddus parhe is ka dil munawar hoga aur rohani amraz se paak ho jaey ga.
agar koi ya quddus ko raat ke aakhri hisse men 1000 baar parhe ga to har bimari aur bala is ke jism se door ho jaey gi.