namaz parhne ke 20 fawaid in urdu
namaz ke faide
namaz ke fayde
namaz k fawaid.
HADES-E-NABVI(S.A.W) HE KE;
mushkil waqt men namaz ki panah hasil karni chahye.
NABI-E-KAREEM(S.A.W) KO JAB BHI KOI MUSHKIL PESH AATI TO AAP(S.A.W) NAMAZ MEN PANAH LETE.
namaz ke fawaid;
1; namaz husul-e-rizq ka baa’as he.
2; namaz musibat ko door karti he.
3; namaz dil ko taqweet pohnbhati he.
4; namaz nafs ko farhat ata karti he.
5; namaz jism men chusti peda karti he.
6; namaz ansharah sadar peda karti he.
7; namaz dil ko munawar karti he.
8; namaz azaab ko dafa karti he.
9; namaz shetaan se door rakhti he.
10; namaz sehat ata karti he.
11; namaz bimaryon se nijat deti he;
12; namaz chehre ko noor bakhshti he.
13; namaz susti door bhagati he.
14; namaz rooh ko ghiza deti he.
15; namaz nemat ki hifazat karti he.
16; namaz qawae jism ko dobala karti he.
17; namaz har cheez men barkat lati he.
18; namaz sar ke baal se le kar paon ke naakhun tak ko mazboot aur tawana karti he.
19; namaz burai se rokti he.
20; namaz apne ALLAH ke qareeb karti he.