hepatitis se bachne ka gharelu elaj
hepatitis c ka ilaj
hepatitis c ka ilaj in urdu
hepatitis b ka desi ilaj
hepatitis c ka desi ilaj in urdu
hepatitis c treatment in urdu.
1; 10 tola mooli ke sabz patton ka pani aur 2 tola shakar dono ko mila kar subha nehar moo pine se chand dinon men hi faida ho jata he
2; 1 adad mooli ka chilka utaar kar raat ko khule aasman tale rakh den.taake sari raat us men oas parhe.aur subha nehar moo kha len.boht mufeed he.
3; howashafi : tukham kasni 30g, jar kasni 30g, kasni ke paty 30g, kalvanji 5g. Tamam ashia kot kar chaan kar safoof bana lain.
khuraak : adhi chamach subha o sham sharbat kasani ya shahaid khalis aik chamach aik glass pani mein mix kar ke estmal kren.
kasni aik aisi babarkat booti he jis ki afadiat ke baray mein irshad he ke “jis nay kasni kha li aur so gia es par jaado aur zahir bhe asar nahi krta” Phir farmayia “tumhary liy kaasni majood he aisa koi din nahi guzrta ke jab jannat ke pani ke katray es poday par na girty ho.” Atabae kadeem nay jannat ke pani wali bat ko etni ahmiat de ke kasni ke patay jab bhe kisi dawai mein estmal kiay to en ko dhoaia nahi jata. Jadeed tahqeek say pata chala he ke jin paton ko dho lia jaiy to ye boti asar nhi krti. Esi liy kasni ke paton ko dhona nahi chayae. kasni hepatitis ka shafi ilaj he aur chand din he khany se haipititus ka jar se khatama ho jata he.