holy basil(tulsi) health benefits in urdu
holy basil benefits
benefits of tulsi
holy basil uses
benefits of holy basil
holy basil tea benefits
basil leaves,tulsi health benefits.
holy basil ko us ke moasar tibbi fawaid aur numaya khushboo ki wajah se nabatat ka badsha kaha jata he.isi khushbudar pode se wo kaale beej hasil hote hen jinhen ham basil seeds kehte hen.jis ka istemal mashrubat men hota he.hindu holybasil ko jarhi booti ki malka kehte hen.rozana holy basil ko chaba kar khane se khoon saaf hota he jis se jism par dane aur keel muhase nahi hote.aur holy basil ko khali pet chabane se nazla aur zukaam ki shikayat bhi khatam ho jati he.damme ke marizon ke liye holy basil boht faide mand he.holy basil ke patton ko pani men ubaal kar us pani se gharara karne se gale ke amraz khatam ho jate he.rozana 1 glass pani men holy basil ka arq aur shehed mila kar pine se gurde ki pathri nikal jati he.rozana holy basil ki 12 pattiyan khane se zehni dabao se chutkara mil sakta he.bukhar men holy basil ka istemal karne se jism ka darja-e-hararat niche ajata he.holy basil ka joshanda khansi,zukaam,gale ki kharash,sar dard aur saans ki bimaryon ke liye be had mufeed he.