bitter gourd(karela) juice health benefits in urdu
bitter gourd juice benefits
benefits of bitter gourd juice
benefits of karela juice
bitter gourd juice for weight loss
bitter gourd juice for diabetes.
bitter gourd juice 1 be had faide mand juice he joke dawai ke tor par istemal hota he zahir si baat he ise koi shok se to piye ga nahi qk iska zaiqa itna karhwa hota he.lekin jab aap is ki afadiyat jane ge to heran reh jaen ge.bitter gourd juice men vitamin,mineral aur antioxident mojood hote hen.sab se pehle to ye khoon saaf karta he.khoon saaf to chehra shadab.yani skin ki koi bimari nahi hoti aur khoobsurat banata he.daano se nijat mil jati he.bitter gourd juice kamzor hazme ko durust karta he.bad hazmi ko door karta he.ache hazme ke liye hafte men ek baar karela zarur piyen.dibetes ke marizon ke liye to bitter gourd juice ek qudrat ki taraf se anmol tohfa he.bitter gourd juice insulin ka kaam kar ke sugar level ko kam karta he.sugar normal rakhne ke liye 3 din tak nehar moo ye juice piyen.ye juice bhook ko barhata he.bitter gourd juice rozana pine se ankhon ki kai bimariyan door ho sakti hen.