Moringa (Sahjan) Health Benefits in Urdu
Moringa (Sahjan) Kay Fawaid:
- Moringa ke be panah fawaid se aaj bhi kai log nawaqif hen.
- Moringa ek be had zaiqe dar sabzi he aur is men boht se tibbi fawaid mojood hen.
- Moringa ka poora darakht hi phal, phool, patte aur beej sabhi tibbi khawas ka khazana he.
- Sauth India men iska istemal sab se zyada kiya jata he.
- Moringa ke beej se tel nikala jata he.
- Moringa ke phal aur phool ko sabzi ke tor par bhi istemal kiya jata he.
- Moringa ke patte gond aur jarh se herbal dawaen tayyar ki jati hen.
- Herbal men is se 300 se zyada marz ke liye dawaen tayyar ki jati hen.
- Moringa men carbohidrates, protien, calcium, potassium, iron, magnessium, vitam A,B aur C bharpoor miqdar men paya jata he.
- Ek research se ye baat samne ai he ke is men doodh se 4 gunah zyada calcium aur 2 guna zyada protien paya jata he.
- Qudrati faidon se bhar poor he.ye cancer ki bimari ke liye behetreen dawa he.
- Aur diabetes ke liye bhi behetreen dawa he.
- Blood pressure ko normal rakhta he.
- Khoon saaf karta he.
- Haddiyon ka aur jism ka dard khatam karta he.
- Cholestrol khatam karta he.
- Khoon saaf karta he to jildi har bimari se bhi bachata he.
- Wazan kam karta he. Moringa ek boht hi taqat war sabzi he.