hair fall tips in urdu
hair tips in urdu
long hair tips in urdu
hair fall tips in urdu
hair care tips in urdu
tips for long hair in urdu
hair tips in urdu for falling hair.
hair fall aaj kal ek boht hi aam sa masla ho gaya he jis ki wajah se har doosra shakhs chahe wo ladies ho ya gents.koi apne ganj pan ki wajah se preshan he to koi safed baalon kiwajah se.kisi ke sar men khushki hoti he kisi ke baal dry hen to kisi ke oily hen.kisi ke baal barhte nahi hen to kisi ke patle boht hen.sab se pehle to agar aap ke sar men khushki he to aap uska khatma karen kam az kam hafte men ek baar dahi men 1 spoon sarson ka tell mila kar sar men aadhe ghante lagaen aur sar dho len khushki bhi door ho jaeygi baal silky ho jaenge ye ek behetreen conditioner bhi he.aur baalon ko lambe,ghane,mazboot aur kaale banane ke liye ek hi sab se asan behetreen aur karamad nuskha he.amle,reethe aur sikakai ko hum wazan le kar mota mota koot kar 1/2 liter pani men bhigo den aur agle din nahane se pehle un sab ko bhige hue pani men achi tarah masal len aur is pani se sar dhoen.kam se kam hafte men 3 din ye amal karen.ek mahine men aap ko waaze farq nazar aeyga.is nuskhe men baalon ke tamam jumla-e-amraz ka ka elaj keh lo ya hal mojood he.