barley(jau) health benefits in urdu
barley benefits
benefits of barley
barley grass benefits
health benefits of barley
barley nutrition
benefits of barley water
barley grass health benefits.
barley hamare liye kisi boht barhi nemat se kam nahi he.barley ek bharpoor aur taqat war ghiza he.barley men barhi miqdaar men calcium,fiber,vitamins aur anti oxident ka khazana milta he jo ke hamari sehat aur khoobsoorti dono ko nikharne ka kaam karta he.barley men solible aur insolible dono tarah ka fiber mojood hota he aur ye fiber hamare jism men cholestrol level ko kam karne men boht madadgar sabit hota he.barley weight loose karne ke liye bhi boht faide mand he qk barley ke istemal se pet kafi der tak bhara rehta he aur bhook nahi lagti.is liye weight loose karne ke liye barley ki chapati boht faide mand he.barley ki roti khane se ya barley ka sattu pine se himoglobin level bhi barhta he.barley ke istemal se hamare khoon men mojood glucose ko bhi normal rakhta he yahi wajah he ke ye diabetes men bhi boht faide mand he.barley kai tarah ke cancer se bachata he.barley men sangtare se do guna vitamin c hota he is ka rozana ka istemal karne se body ki imunity barhti he jis se mosami bimaryan hamen choo bhi nahi pate.barley men copper aur phosphorus boht miqdar men hote hen jo ke hamari haddiyon aur daanton ko hamesha mazboot rakhta he.barley grass men doodh se 11 gunah zyada calcium hota he.barley hamare gurde aur masane ki har bimari se hifazat karta he.barley ka sattu hamare body ki heat ko kam karta he.aur garmiyon men ise pine se loo nahi lagti.aur garmi daanon se bhi bachata he.barley ke istemal se hamara nizam-e-inhezam ko boht mazboot kar deta he jis se kabhi qabz ki shikayat nahi hoti.barley pregnent lady ke liye bhi boht faide mand he.barley ke istemal se hair fall khatam ho jata he.barley ke istemal se insaan jaldi boorha nahi hota.