aloe vera(ghekora) health and skin benefits in urdu
aloe vera uses
aloe vera juice benefits
benefits of aloe vera juice
benefits of aloe vera
uses of aloe vera
aloe vera gel benefits.
ALLAH TAALA ne anwa-o-aqsam ki jarhi bootiyan aur pode peda kiye hen jin men boht si bimaryon ke liye shifa rakhi hen un men se ek aloe vera bhi he aloe vera ke andar ALLAH TAALA ne tibbi fawaid ka khazana rakha he.aloe vera ki 500 aqsam he ye lali ki family se ta’aluq rakhta he.aloe vera ka abai watan africa he.aloe vera garam elaqon men asani se ugaya ja sakta he.pakistan,junubi africa,amrica aur cheen men asani se paya jata he.aloe vera men pani,20 maadanyat,12 vitamins aur 200 photonewternaz hote hen.vitamin B1,B2,B3,B5,B6,B12,CE,folic acid,colyne,maadanyat,calcium,cromiyam,copper,iodine,iron,megnesium,meganies,melobedenium,selenimium,silkon,sodium chloride,sulfur,potasium,phosphorus,zinc,amino acid aloe vera men 20 qisim ke amino acid paye jate hen jo ke hamara jism khud nahi banata.aloe vera hamare jism ke madafati nizam ko behtar aur mazboot banata he.becteria ko khatam karta he aur burhape ke asrat ko kam karta he.white cell ko tez karta he.cancer se bachata he.dil ko mazboot karta he.blood sugar ke liye bhi mufeed he.jorhon,mussles,tissues aur masurhon ko mazboot banata he.aloe vera ka istemal aids ke marizon men quat-e-mudafeat peda karta he.aloe vera ki kubiyan jitni bayan ki jaeyn utni kam hhen.