lassi health and skin benefits in urdu
kachi lassi benefits
yogurt lassi
benefits of lassi drink
benefits of lassi for skin
lassi good for health
benefits of lassi for health.
lassi kachi ho ya dahi ki dono hi faide mand he.lassi darasal panjab ki mashhoor drink he lekin ab lassi poore pakistan men kasrat se istemal hone wala mashroob he.lassi lazat aur zaiqe se bharpoor he.lassi khane ke darmiyan ya khane ke baad pina acha he lassi ek bharpoor meal he.lassi khane ko jaldi hazam karti he.lassi calcium,protien,riboflavin aur boht sare vitamin se bharpoor he.lassi mede ke dard aur acidity men aram pohnchati he.lassi pet ke becteriya ko khatam karti he.aur aapke imunity system ko sehatmand banati he.lassi ke istemal se qabz nahi hota he.lassi ek instant full of energy drink he.garmiyon men zyada istemal hone wala mashroob he.lassi jism aur rooh ko farhat bakhshta he.agar loose motion ho to lassi men ispaghol mila kar piyen fori aram aeyga.lassi ke istemal se aapka face natural glow karta he aur aapke skin ko soft and smooth banata he.lassi ke istemal se aapke baal jald hi barhna shuru ho jate hen aur ye nourish bhi karta he.ye ek tarah se herb bhi he.seene ki jalan,mede ki jalan,garmi daano,face pimples aur blood pressure normal rakhne ke liye kachi lassi ka istemal kiya jata he.