beauty tips for wrinckels in urdu

beauty tips for wrinckels in urdu 1

beauty tips for wrinckels in urdu

beauty tips for wrinckels in urdu 2

sab se pehle to aap khatai, tatri or khati cheezon ka istemal tark kar den.in sab ke istemal se chehre par jaldi jhuryan parhne lagti hen.

angoor aap ki jild hamwar karne ke liye boht faide mand he.

mask ingridient;

1;  beej ke bagher wale lal angoor  =  muthi bhar.

2;  ande ki safedi 1 adad  =  achi tarah phent len.

3;  lemo ka juice  =  1 adad.

method;

angoor blender men daal kar pest bana len.phir 1 pyale men nikal kar is men ande ki safedi or lemon juice mila len or achi tarah mix kar len.ye mask brush ki madad se 20 mint ke liye chehre par lagaen.phir chehra thande pani se dho kar narm tolye se khushk kar len.mask ke baad chehre par mosturizer lagaen.is se apka chehra taro taza bhi ho jaey ga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *