Aankhon aur palkon ki khoobsurti kay liye desi totka
How to take care and make your eyes and Eyelids beautiful in urdu
Aankhon aur Palkon ki hifazat kay Liye urdu totka:
Thar palla, Amla aur Belrik Maair-o-bilazan ka istemal aankhon kay palkon ko lamba aur ghana karta hai. Aankhon ki sehat mai izafa karta hai. Is aameze ka ek chamach raat bhar kay liye pani main bhigoden.
Aur ek minute tak is se aankhon ko cheenten maren. Gard, Dhuwan aur siri ya garmi kay mosam kay asrat bohot zyada chamak wali cheezon ko musalsal dekhna ye sab aankhon kay liye nuqsan da hai. Dhoop bhi aankhon kay liye mazar hai. Is liye tajveez kia jata hai kay baahir dhoop main jate hue dhoop ka chashma istemal karen.
how to get beautiful eyes in urdu and hindi,
palkon ko khoobsurat banane kay liye urdu totka,
aankhon aur palkon ki care tips in urdu
آنکھوں اور پلکوں کی حفاظت کے لئے
تھرپلہ ، آملا اور بیلرک مائر و بلان کا استمعال آنکھوں کے پلکوں کو لمبا اور گھنا کرتا ہے آنکھوں کی صحت میں اضافہ کرتا ہے . اس آمیزے کا ایک چمچ رات بھر کے لئے پانی میں بھگودیں . اور ایک منٹ تک اس سے آنکھوں کو چھینٹیں ماریں. گرد، دھواں اور سری یا گرمی کے موسم کے اثرات بہت زیادہ چمک والی چیزوں کو مسلسل دیکھنا یہ سب آنکھوں کے لئے نقصان دہ ہے دھوپ بھی آنکھوں کے لئے مضر ہے اس لئے تجویز کیا جاتا ہے کہ باہر دھوپ میں جاتے ہوئے دھوپ کا چشمہ استمعال کریں