Anar ke Chilkon ke Behetreen Fawaid in Urdu

Urdutotke provides you benefits of pomegranate peels in Urdu and Roman Hindi.

anar ke chilkon ke behetreen fawaid in urdu
Benefits of pomegranate peels:

Anar ke chilkon ko dhoop men sukha len jab wo bilkul karhak ho jaey to ise grinder men baarik pees len.yani powder bana len.is powder ka istemal boht si bimariyon ko sahi karne ke liye hota he.1 cup pani men 2 tab sp anar ke chilkon ka powder mila kar qehva bana len aur thorha thanda kar ke peene se jigar ki kamzori door hoti he aur jigar ko taqat milti he.1tab sp anar ke chilkon ka powder 1 glass kachi lassi ya dahi men daal kar khane ya peene se dil ke wall se cholestrol ki safai hoti he.aur dil mazboot hota he.1 glass uble hue pani men is powder ko 1 tab sp mila kar peene se dipression ki shikayat bhi khatam ho jati he aur sugar ko bhi is ke istemal se khatam kiya ja sakta he.is powder ka qehva peene se khansi khatam hoti he aur cancer ke cell ko bhi khatam karti he.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *