Angoor se Bimariyon ka Elaj in Urdu

Urdutotke provides you grapes treatment of disease in Urdu and Roman Hindi.

angoor se bimariyon ka ilaj in urdu

Grapes treatment of disease:

  1. Angoor ka ras khawateen ke liye zamana-e-hamal men boht hi aala saabit hota he.
  2. Angoor ko agar rozana apni khorak ka juzu bana liya jaey to ghashi,chakkar,uphara aur dard se khasa afaqa milta he.aur matli bhi nahi hoti.
  3. Jin khawateen ko likorya ki shikayat hoti he wo khawateen rozana 1 pao angoor ke ras men shehed mila kar piya karen.is amal se 10 se 15 din men liorya ki shikayat door ho jaey gi.
  4. Dil ki mazbooti ke liye angoor ka istemal behad mufeed he.
  5. Dard-e-dil men angoor ka istemal barhe kaam ki cheez he.agar dil ka mareez bila nagha angoor ka istemal karta rahe to ye bimari door ho jaey gi.agar ise afaqa mehsoos na ho to angooron ka ras nikal kar pilana chahye.is se tabyat jald sambhal jati he.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *