Azan ka jawab fazeelat hadees in urdu
Azaan kay jawab ki fazilat:
Mo’zin azaan de to in ke kalimat ko sunne wala dohrata jae kiun ke Nabi Akram Peace Be Upon Him ne farmaya hai ke jo shaks in kalimat ko dil se dohraega wo jannat mai dakhil hoga. Azan ke kalimat to hu bahu wahi kahe jaenge sirf “HAYYA AlASSALAA” aur “HAYYA ALALFALAH” ke jawab mai “LAA HAULA WALA QUWWATA ILLA BILLA” kaha jaega aur subah ki azan mai “ASSALATU KHAIRUM MINAN NAUM” kaha jata hai is ke jawab mai sunne wala “SADAQTA WA BARIRTA WABILHAQQI NATAQTA” kahega.
hadees sharif
hadees in urdu
islamic hadees in urdu