Urdutotke provides you health benefits of bathua leaves in Urdu and Roman Hindi.
Bathua leaves benefits of body:
- Bathua leaves ek boht hi mashoor saag he.bathua leaves ki taaseer sard hoti he.
- Bathua leaves ko khano ke sath sath davaiyon men bhi istemal kiya jata he.
- Bathua leaves men wo tamam ghizai ajza paey jate hen jo ke sehat aur tawanai se bhar poor hen.
- Bathua leaves seene aur halaq ko naram karta he aur halaq ke waram ko khatam karta he.
- Bathua leaves qabz ko door karta he.garam mizaj wale logon ke liye bathua saag be had mufeed he.
- Bathua leaves garmi ko door karta he.
- Bathua leaves piyas ki shiddat ko khatam karta he.
- Bathua leaves mede aur aanton ko sehat bakhshta he.
- Bathua leaves jigar aur tilli ke marz men mufeed he.
- Bathua leaves har qisim ki pathri aur peshab ke jumla-e-amraz men mufeed he.Bathua ke beejon ko dawa ke tor par istemal kiya jata he.