benefits of durood-e-qurani in urdu
durood-e-qurani
durood-e-qurani ki fazilat
durood-e-qurani benefits
benefits of durood-e-qurani.
DUROOD-E-QURANI ke alfaaz men ye kaha gaya he ke AEY ALLAH;
QURAN PAAK KE ALFAZ KE BARABAR NABI PAAK S.A.W.W PAR SALAAT BHEJ IS LIYE ISE DUROOD-E-QURANI KAHA JATA HE.
DUROOD-E-QURANI KE PARHNE wale par ALLAH TA’ALA ki be panah rehmat naazil hoti he.qk DUROOD-E-QURANI ke sath ALLAH TA’ALA ki rehmat ka khaas dakhal he.agar baarish na hoti ho to elaqe ke log 1 masjid men jama ho kar ijtimai surat men shumaron par sawa lakh martaba DUROOD-E-QURANI parhen aur iske baad barish ki dua maange.INSHAH ALLAH TA’ALA BAARGAH-E-RABBUL IZZAT men dua qubool hogi.aur REHMAT-E-RABBI ka baadal aasmanon par cha kar barasna shuru kar dega.DUROOD-E-QURANI ko QURAN PAAK ki tilawat shuru karte waqt7,7 martaba parhe wo hamesha khush haal aur pur sukoon rahe ga.iske elawa subha sham ise 3 martaba parhna ghar men khero barkat aur ittefaq ka moajjab he.