Benefits of Shikakai and Reetha for hair in urdu and hindi
Shikakai aur Reetha kay Fawaid:
Qudrat ne shikakai paida kar kay goya baalon ka ilaj bhi saath de dia hai. Ye safai karne wale aement ki hesiat se bhi kam karte hain.Jab kay hina ek behtreen conditioner hai. Saabun apkay baalon ko saaf nahi karta bl kay wo khopri par jami hui gandagi ko rehne dete hain. jo kay khopri ko nuqsan pohonchate hain. Saabun baalon ki jild ko khushk karte hain aur inhen be jan banate hain. Baalon ko bhi itni hi hifazat ki zarurat hoti hai.jitni kay doosri jild ko. Baalon ki hifazat inhen sehat mand rakhne mai ehem qirdar ada karti hai.
Agar ap baal girne ki wja se pareshan hain to iski wja jane aakhir iski wajoohat kya hai. Wajoohat janne kay liye neeche diye gae link par link karen.
Causes of hair fall in urdu – Baal Girne ki Mumkina Wajoohat
سکا کائی اور ریٹھا کے فوائد
Benefits of Reetha for hair in urdu and hindi
Aage Parhiye: