benefits of surah ash shams in urdu
surah ash shams
surah ash shams benefits
surah ash shams ki fazilat
benefits of surah ash shams.
SURAH ASH SHAMS husool-e-muradat aur salamti ke liye boht moassar he.is liye salamti maal-o-jaan ke liye SURAH ASH SHAMS ko rozana 1 martaba parhna boht mufeed he.khas kar SURAH ASH SHAMS ko ishraq ki namaz ke baad 1 martaba parhna moozi amraz faalij,laqva aur resha se mehfooz rehne ka zarya banta he.jis aur ke bache mar jate hon use chahye ke hamal ke doran SURAH ASH SHAMS ko 41 martaba baad namaz-e-ishraq parhe aur pani par dam kar ke piye INSHAH ALLAH O TA’ALA uska hamal zaya na hoga aur bacha sahi salamat hoga.mirgi wale aur behosh mareez ke kaan men SURAH ASH SHAMS ko parhna aur pani men dam kar ke bukhar wale ko pilana boht mufeed he.agar koi shakhs boht zyada bad zaban ho to 41 baar SURAH ASH SHAMS ko parh kar pani par dam kar ke use pilaen INSHAH ALLAH TA’ALA uski bad zabani khatam ho jaey gi aur uske kirdar surat men pakizgi peda ho jaey gi.