Chanay ki daal ka halwa recipe in urdu

daal ka halwa pakistani recipe

Chanay ki daal ka halwa recipe in urdu

daal ka halwa pakistani recipe

Chanay ki daal ka halwa banane ka tarika:

Ingredients:

chane ki dal adha kilo

dudh adha kilo

chini adha kilo

badam hasb zarorat

pista hasb zarorat

khopra hasb zarorat

narial hasb zarorat

chandi ke warq sajawat keliye

Method:

dal ko achi tarha saaf kar ke dho lain.ab dudh daal kar achi tarha gull jane tak pakaye.phir thanda kar ke is ko bariek piss lain.ab ghii aur chini daal kar achi tarha bhonen jab tak halka brown ho jaien.ab is main badam,pista,narial aur khopra daal kar 5 say 10 mint tak pakaien.ab is ko kisi tray main nikaal kar bailne say achi tarha barabar kar lain.ab is ke oper silver papar laga den aur is ko chote chote tukron main kaat lain.mazedar chane ka halwa taiyar hain.

اجزاء

چنے کی دال آدھا کلو

دودھ آدھا کلو

چینی آدھا کلو

بادام حسب ضرورت

پستہ حسب ضرورت

کھوپرا حسب ضرورت

ناریل حسب ضرورت

چاندی کے ورق سجاوٹ کیلئے

ترکیب

دال کو اچھی طرح صاف کر کے دھو لیں .اب دودھ ڈال کر اچھی طرح گل جانے تک پکائیں .پھر ٹھنڈا کر کے اس کو باریک پیس لیں .اب گھی اور چینی ڈال کر اچھی بھونیں جب تک ہلکا براؤن ہو جائیں .اب اس میں بادام ،پستہ ،ناریل اور کھوپرا ڈال کر 5 سے 10 منٹ تک پکائیں .اب اس کو کسی ٹرے میں نکال کر بیلنے سے اچھی طرح برابر کر لیں .اب اس کے اوپر سلور پیپر لگا دیں اور اس کو چھوٹے چھوٹے ٹکڑوں میں کاٹ لیں .مزیدار چنے کا حلوہ تیار ہیں .

daal ka halwa pakistani recipe,
chanay ki daal ka halwa recipe in urdu,
chane ki daal ka halwa recipe in urdu

Next Recipe: Chicken handi restaurant style recipe

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *