Cholai Leaves Health Benefits in Urdu

Urdutotke provides you health benefits of cholai leaves in Urdu and Roman Hindi.

cholai leaves health benefits in urdu
Health benefits of cholai leaves:
  1. Cholai leaves ki taaseer sard tar he.cholai leaves body ke hararat ko kam karta he.cholai leaves body ka baadi pan khatam karta he.body ke jalan aur soojan ke liye be had mufeed he.
  2. Cholai leaves pyas ko bujhata he.cholai leaves garmi ki khansi ko khatam karta he.cholai leaves ka musalsal istemal boht si bimariyon ko khatam karta he balke har jagah ki pathri ko bhi torh kar nikal deta he.
  3. Cholai leaves blood pressure aur balgham ko khatam karta he.cholai leaves bawaseer ko khatam karta he.saanp ke kaate marizon ke liye cholai leaves behad mufeed ghiza he.is ghiza se jald hi tawanai milti he.
  4. Cholai leaves body ki hararat ko khatam karta he.aur peshab aawar he.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *