coriander(hara dhanya) health benefits in urdu
coriander benefits
coriander seeds benefits
coriander leaves benefits
coriander leaves
coriander leaves health benefits.
coriander ek mashhoor zamana jarhi booti he is ka shumar sabziyon men hota he.aur taqreeban ye sabzi har ghar men rozana hi istemal hoti he.kabhi sabzi ke roop men to kabhi masale ke roop men.coriander ek sard taaseer sabzi he.coriander men kai ahem aur vital qisim ke vitamin paey jate hen.coriander men folic acid,vitamin A,C,niacin aur riboflavin shamil hen.vitamin c ek boht hi taqatwar anti oxident he.coriander heza aur taifaid men mufeed he.coriander diabetes men bhi faide mand he.coriander ka baqaida istemal jism men khoon ki kami nahi hone deta.jorhon ka dard aur be khuabi door karta he.coriander khoon men kharab cholestrol ki sitah ko kam kar ke ache cholestrol ko barhata he.coriander ke istemal se nafsani khuahishat men bhi kami ati he.agar moo pak jaey aur chale ho jaen to 1, 2 din tak chooste rahen zaroor faida hoga.wo log jinhen quwat-e-baah ki kami he wo hazraat coriander har giz har giz istemal na karen.