darood-e-taj ki fazeelat in urdu

19 / 100
darood-e-taj ki fazeelat in urdu 1

darood-e-taj ki fazeelat in urdu

darood-e-taj ki fazeelat in urdu
darood taj ki fazilat
durood e taj
darood e taj
darood taj benefits

DAROOD-E-TAJ MEN NABI-E-KAREEM(S.A.W) KI TAAREEF-O-TOSEEF BOHT KHOOBSURAT,PYARE AUR JAMA ALFAZ MEN KI GAI HE.JO REHMATON AUR BARKATON KA BE PAYAN SAMANDAR AUR BE PANAH FUYUZ AUR BARKAAT KA SAR CHASHMA HE.

agar koi shakhs ZYARAT-E-RASOOL-E-KAREEM ki khuahish dil-o-jaan se rakhta ho to oruj mah men shabe jumma ko baad namaz-e-esha ke baa wazu qibla-e-rukh jama pak khushbu daar pehen kar 170 baar DAROOD-E-TAJ ko parh kar so jaey.11 raaten isi tarah parhe INSHAH ALLAH TA’ALA HUZOOR NABI-E-KAREEM ki ziyarat se musharaf hoga.

DAROOD-E-TAJ kasrat se parhne wala sahib-e-kashaf ho jata he.

DAROOD-E-TAJ fajar ki namaz ke baad 7 martaba parhne se pakiza aur halal rozi men izafa ho jata he.

DAROOD-E-TAJ rozana din men 1 baar parhne se dushmanon,zalim afsaron aur haakimo ki ziyadti se aadmi mehfooz ho jata he.

DAROOD-E-TAJ 11 martaba parhne kar dam karne se jadu tona aur jin waghera se chutkara mil jata he.

DAROOD-E-TAJ rozana 1 chuare par 7 martaba parh kar 21 roz tak har roz aurat ko khilane ke baad aur ghusul aur taharat ke baad ham bistar ho INSHAH ALLAH nek aulad hogi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *