Darood-e-Tanjeena is a prayer that is recited by Muslims to seek blessings upon Prophet Muhammad (peace be upon him). It is a popular prayer that is recited after the recitation of the Holy Quran or at any time during the day or night.
Darood e Tanjeena With Urdu Translation:
Darood e Tanjeena Benefits in Urdu:
Darood e Tanjeena se murad wo DAROOA SHAREEF he jise parhne se har mushkil aur mohim se nijat milti he.is DAROOD SHAREEF ko TANJI bhi kaha jata he.is DAROOD-E-TANJEENA ke fazail be panah hen.aur buzurgaan-e-deen ka baar baar azmuda he.jo shakhs is DAROOD-E-TANJEENA sote waqt 1000 martaba parhega aur baa wazu hi so jaey to INSHAH ALLAH-O-TA’ALA 1 hafte ke amal ke doran hi DEEDAR-E-NABI(S.A.W) naseeb hoga.pareshani,khatrat aur masaib ke waqt 1 mahine tak 70 martaba parhen nijat paeyn ge.har takleef,bimari,mushkil aur pareshani ke waqt zyada se zyada parha jaey.taryaq ka hukum rakhta he.opression ke waqt is DAROOD-E-TANJEENA ka kasrat se parhna opression men kamyabi hoti he.
Jo shaks is darood shareef ko sote waqt 1000 bar parhle aur baa wazu sojae to Insha Allah ek hafte ke amal kay doran hi deedar Nabi Pak Salallahu Alaihi Wasallam ka deedar hoga.
Pareshani, khatraat aur masaib ke waqt rozana 70 martaba parhen, nijaat dahinda hai har takleef ke waqt zyada se zyada parha jae, taryaq ka hukum rakhta hai.
Minhaj ul khasaat mai fa kahani ki kitaab fajar muneer se naqal kia hai ke ek buzurg ne kaha kay mai jahaz par sawar tha. Jab toofan ki mojo se jahaz doobne laga to mujh par ghunoodgi tari hogai. Is halat mai mujhe Rasool Maqbool Salallahu Alaihi Wasallam ki zyarat hui aur Ap Salallahu Alaihi Wasallam ne taleem farmaya ke darood tanjeena jahaz ke sawar 1000 baar parhen.