Diabetes Ka Desi Ilaj (Sugar Treatment) in Urdu

sugar ka ilaj

Diabetes Ka Desi Ilaj (Sugar Treatment) in Urdu

sugar ka ilaj sugar ka gharelu ilaj

Kalonji uses and benefits for sugar and diabetes in urdu :

sugar ka ilaj:

Nuskha # 1:

Kalonji 13 gram, hab al rishad sawa gram, mar sawa gram ka aadha, chilka anaar sawa gram ka aadha.

Tarkeeb Saakht:

Tamam adwia ko khoob baareek koot len aur achi tarha milalen.

Tarkeeb Istemal:

Subah Nihar mun nisf chamach aur raat ko sone se qabl nisf chamach. Ye course ek maah ka hai.

sugar ka gharelu nuskha

Diabetes hindi tips:

Nuskha # 2:

Safoof kalonji ek cup, mara ek cup, hab al rishad nisf cup, safoof anaar ek cup, haltiat ek chota chamach, doodh ek tola.

Tarkeeb Saakht:

Tamam adwia ko mix kar kay doodh mai shaamil karlen

Istemal:

Ek chamach nihar mun rozana istemal karen.

sugar treatment in urdua

Sugar khatam karne ka tarika:

Nuskha # 3:

Ek cup kalonji, ek cup raai, Aadha cup anaar ka chilka aur aadha cup pat (paapri) ya shahatra milakar baareek pees len.Ek maah tak rozana aadha chamcha is aameze ka ek chamcha kalonji oil kay saath nihar mun len. Diabetes control mai rahe gi.

diabetes treatment in urdua

Sugar treatment in urdu:

Nuskha # 4:

Kalonji ka daana ek tola, kaasni aur methi ka daana aadha aadha tola milakar pees kar rakh len. 3 3 maasha subah o shaam 4 qatre kalonji kay tel kay saath khaaen aur 7 din mai ek baar 5 tola sabz karele kay pani 5 qatre kalonji kay tel kay saath milakar piyen.

Next Kalonji Benefits:

kalonji seeds uses and benefits in urdu/hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *