durood-e-naimat-e-uzma ki fazilat in urdu
durood-e-naimat-e-uzma
durood-e-naimat-e-uzma ki fazilat
benefits of durood-e-naimat-e-uzma
durood-e-naimat-e-uzma benefits.
DUROOD-E-NAIMAT-E-UZMA 1 tarah ka daryae rehmat he aur DUROOD-E-NAIMAT-E-UZMA ko parhne wala daryae rehmat men ghota zan hojata he.lehaza DUROOD-E-NAIMAT-E-UZMA ke bare men kaha jata he ke jab parhne wala ALLAH HUMA SALLE kehta he to wo ALLAH ke fazl-o-karam se samandar men qadam rakh deta he aur wo jab NABI-E-PAAK S.A.W.W ka naam leta he to wo daryaey risalat ki mojon men ajata he.DUROOD-E-NAIMAT-E-UZMA ke parhne se gunah mit jate hen aur dil ki tamannaeyn poori hoti hen.rooh aur dil ko tazgi milti he.dili muraden ALLAH TA’ALA poori karta he.lehaza jo shakhs DUROOD-E-NAIMAT-E-UZMA ke fuyuz-o-barkaat se surkhuru hona chahye to ise chahye ke DUROOD-E-NAIMAT-E-UZMA ko har namaz ke baad kasrat se parhe agar aisa na kar sake to 1 baar zarur parhe.