elaj-e-azam ya qabizu benefits in urdu
ya qabizu
isme azam
isme azam in quran
isme azam dua
ism e azam its benefits
isme azam allah.
asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
“YA QABIZU (HAR SHE PAR QABZA RAKHNE WALA,WO JO HAR SHE PAR QABZA RAKHTA HE)”.
jo is ism-e-mubarak YA QABIZU ko har roz 30 baar parhe INSHAH ALLAH dushman par fatah haasil hogi.
jo koi is ism-e-mubarak YA QABIZU ko adhi raat ke waqt parha kare dushman is ka maqhoor hoga.
jo koi is ism YA QABIZU 40 din tak har roz 4 ya 40 nivalon par likh kar kha liya kare ga wo bhook aur qabar ke azab se mehfooz rahe ga.isi tarah zakham aur dard ki takleef waghera se bhi mehfooz rahe ga.INSHAH ALLAH.
ba’az ulma kehte hen ke QABIZU ko BASITO ke sath mila kar zikr karna zyada munsib he.