elaj-e-azam ya rehman benefits in urdu

elaj-e-azam ya rehman benefits in urdu 1

elaj-e-azam ya rehman benefits in urdu

elaj-e-azam ya rehman benefits in urdu
                                                                ya rehman benefits
                                                         ya rahman,99names of allah
                                                           allah names with meaning
                                                                 ya rahman ya allah.

asma-e-husna BAARI TA’ALA ke jitne hen in ke khuas agar aap zaban urdu men tarjuma kar dijiye to aghlab he ke khawas-o-awam is ke faide se mehroom na rahen is elaje azam se faida uthane walon se ye guzarish he ke ye aajiz bhi umeed-e-qavi rakhta he ke qaareen is kamtareen ko dua-e-kher se yaad farfaen.janna chahye ke tamam asma-e-husna ki ek barhi khasyat hadees shareef ki ru se ye he ke jo shakhs inko parha kare daakhil-e-jannat ho.
rehman ka lafz rehmat se bana he.ALLAH TA’ALA ki rehmat ek khaas aur ek aam.ALLAH TA’ALA ki aam rehamat har ek ke liye he.yani bila mazhab ki qed,khua musalman ho ya kaafir,yahudi ho ya nasrani,khuda ka dost ho ya dushman,insan ho ya hewan,darakht ho ya pathar,har ek par rehmat nazil farmata he.is tarah har ek par rehmat karne ke aitbar se ALLAH TA’ALA ko rehman kaha jata he.ye ism-e-jamali he.ALLAH TA’ALA ko is sift ke zarye pukarne se ALLAH TA’ALA apni rehmat ke darwaze khol deta he.aur har wo cheez milti he jis ki zindagi men zarurat hoti he.is ism ke zikar men ALLAH TA’ALA ne shifa bhi rakhi he.qk bimari se shifa ALLAH ki rehmat ki badolat hi hasil hoti he.jo shakhs YA ALLAHO YA REHMANO namaz-e-fajar ke baad 100 martaba parhe wo tandurust-o-tawana rahega.agar kisi bimar ko yahi ism yYA ALLAHO YA REHMANO 41000 baar parh kar pani par dam kar ke pilaen INSHAH ALLAH ALLAH TA’ALA sehat yaab kar dega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *