Foods for Strong Bones in Urdu

Urdutotke provides you nutrition for bones strong in Urdu and Roman Hindi.

foods for strong bones in urdu
Nutrition for bones strong:

Pehle ke dor men haddiyon ki kamzori ka masla 40 saal ki umar ke baad hota tha.magar ab ye masla aam ho gaya he.jism ki tamam haddiyon men dard ka masla aam ho gaya he.

Haddiyon ko mazboot karne ke liye calsium aur vitamin D ahem kirdar ada karte hen.aur ye dono cheezen hamen kahan se milti hen aiye aap ko batate hen.vitamin D hamen sooraj se hasil hoti he.vitaminD hamen Meat,eggs,fish,shakarqandi,gajar,broccoli,melon,papaya,peppers,peaches,apricot,mango aur dahi men bhar poor paya jata he.aur calcium Doodh,eggs,meat,fish,harisabziyan,chicken,dalya,corn,potatoes,drifruits aur mashroom men bhar poor miqdar men paya jata he.ye tamam ghizaeyn hamari haddiyon ko mazboot banati he.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *