Gosht ke 22 Ajza jo nahi khae jate
Qurbani Ke Gosht Khate Hue In 22 Ahkamat ko Mat Bhoolen:
Halal janwar ke sab ajza halal hain magar baaz ke haram ya mamnoo ya makroo hain. Aj kal wesi insan halal aur haram ki tameez bhool chuka hai lekin hamein akhrat mai Allah ke samne hazir hona hai. Is liye hamein chahiye ke islam ko theek se samajhna chahiye. 22 ajza mundarja zel hain.
- Rago ka khoon.
- Pitta.
- Phukna (yani masana)
- Alamat Maada o nar.
- Kapooray.
- Ghadood.
- Haram Maghaz.
- Gardan ke 2 phatte ke shaano tak khinche hote hain.
- Jigar (yani kaleji ka khoon)
- Tilli ka khoon.
- Zibah gosht ka khoon.
- Dil ka khoon.
- Pit yani wo zard pani ke pitte mai hota hai.
- Naak ki ratobat ke bhedh mai aksar hoti hai.
- Pakhane ka maqam.
- Ojhdi.
- Aanten.
- Nutfa.
- Wo nutfa ke khoon hogaya.
- Wo nutfa ke gosht ka lothra hogaya.
- Wo nutfa ke poora janwar bangaya aur murda nikla ya be zibah mar gaya.