
grapefruit(chakotra) health benefits in urdu
grapefruit health benefits
grapefruit weight loss
grapefruit juice benefits
grapefruit nutrition
grapefruit and weight loss
grapefruit and cholesterol.
grapefruit ki shakal opar se yellow aur orange aur andar se radish pink hota he.grapefruit ka zaiqa tursh hota he.grapfruit mizaj men sard tar darja doyam he.grapefruit vitamin a,b,c,k,calcium aur phosforus se bharpoor he.grapefruit ka istemal jorhon ke dard ko khatam karta he aur haddiyon ko mazboot banata he.grapefruit ke mukhtalif ajza insani jism ko infection se bachaten hen aur body ko chak-o-choband rakhten hen.grapefruit ek karishmati fruit he.grapefruit apne andar bakamal johar rakhta he.grapefruite high blood pressure ko control kar ke normal karta he.cholestrol ko khatam karta he.wazan kam karta he.grapefruit diabetes walon ke liye boht mufeed he iska baqaida istemal sugar ko khatam kar deta he.magar jo log zere elaj hen aur dawi istemal kar rahe hen wo log grapefruit ka istemal dawaiyon ke sath na karen.qk tibbi mahireen ke risearch se ye baat sabit hui he ke grapefruit ke sath adwiyat ka istemal khatarnak sabit qarar de diya gaya he.mot tak ka khatra zahir ho sakta he.rozana 1 grapefruit khana chahye time ki koi pabandi nahi he.