green beans(sem) health benefits in urdu
green beans nutrition
green beans nutrition facts
green beans calories
fresh green beans
nutrition facts green beans
green beans benefits.
green beans sardiyon men ane wali sabzi he.green bean hare aur jaamini rang ki bhi hotin hen.green beans ko urdu zabaan men sem ki phali bhi kaha jata he.green beans men fat boht hi kam miqdar men paya jata he.green beans men protien aur fiber bharpoor miqdar men mojood hota he.green beans men mojood fiber qabz hone nahi deta.green beans men minerals aur vitamins bhi achi miqdar men paey jate hen.green beans men fat kam miqdar men hone ki wajah se weight ko barhne nahin deta aur control men rakhta he.green beans heart ke liye boht faide mand he.green beans men mojood fiber blood sugar level aur cholestrol ko control men rakhta he.green beans ek aisi sabzi he jis men body ke liye tamam zaruri cheezen mojood hoti hen.green bean men copper iron mojood hote hen jo ke jo ke blood ke red cells ko banane men madad dete hen.green beans men phophorus aur magnessium bhi mojood hote hen jo ke haddiyon ko mazboot banane men ahem kirdar ada karte hen.green beans men mojood calsium haddiyon aur daanton ko mazboot rakhta he.vitamin c ek anti oxident he jo ke cancer peda karne wale free radicals aur immune system ki kamyon ko door karta he.pani ki kami ko door karta he.